
Rab Mera (feat. Krishna)
Lyrics by Sanjai Chetan
Rab mera
tu sajna
mujhe ab to apna kar de
man mera
marta hai
tu isko zinda kar de
saawan ye
soona
ab isme khushiyan bhar de
man mera
marta hai
tu isko zinda kar de
chahat ki
chadar ko
ab apne mein rang de
man mera
marta hai
tu isko zinda kar de
tere bin soyein kaise
kaali ratian
yaadein teri aayen
saari saari ratiyan
Aasuon main bah gai
meri akhiyaan
yaadein teri aayen
saari saari ratiyan
Pee jaaon sab tufaano ko
jo tu saahil ho
apne ko main aariz kar doon
jo tu baarish ho
hoon tujh bin
khaali sa
tu mujhko poora kar de
man mera
marta hai
tu isko zinda kar de
sapno main aayen
pyaari batiyaan
yaadein teri aayen
saari saari ratiyan
mele main akele mera
tadpe jiyaa
tere bin soona
jeewan ye piya
(instrumental)
tere bin soyein kaise
kaali ratian
yaadein teri aayen
saari saari ratiyan
