top of page

Saathi Lyrics
Dua Karoon
Lyrics by Sanjai Chetan
Teri Neeli aankhe
kaisee sharmeelee aankhe
Mere sapno main aake
Meri palkon main jhaanke
Dua Karon ye khuda kare
Tu sath yu hi bana rahe
ye waqt yun hi thama rahe
wahin hoon main tu jahan rahe
Teri Neeli aankhe
kaisee sharmeelee aankhe
Mere sapno main aake
Meri palkon main jhaanke
tu jo jeene ka sahara ho to
gam kya doobayega
khawabo ka zamana
mere paas laut aayega
tujh se jab mila na tha to
kal ka sochta na tha
tu jo mil gaya hai
ab to kal bhi sanvar jaayega
Teri Neeli aankhe
kaisee sharmeelee aankhe
Mere sapno main aake
Meri palkon main jhaanke
bottom of page
