
Raaz Lyrics
Lyrics by Sanjai Chetan
Is Vasl ki raat mein, yun karo
chand ko sone do
Mujh se fir kuch Is tarah se milo
dil jale shahar ko khone do
Aaj shab beparwah baatein karein
Saath jeene ke iraade karein
Rahe na koi hamaare siwa
Ke jaane, ya na jaane, O jaaane, ya na jaane, ho gaye hum diwane,
jiya na jaye tumhare bina (x2)
Suno apne dil ki sada
Suno apne dil ki sada meri jaan
Ke jaane, ya na jaane, O jaaane, ya na jaane, hue tum bhi diwane,
jiya na jaye akele yahan
Tere bina, sambal kar bhi ladkhdate rahein
Khud ko bhula bhi den din mein magar,
raat bhar yaadon ke kaante sahe
Teri dil kash mahak bhoole na
Teri aankhon ki chamak bhoole na
Ab kahein hum, o sanam raaz
Ke jaane, ya na jaane, O jaaane, ya na jaane, ho gaye hum diwane,
jiya na jaye tumhare bina (x2)
Mere dil ka raaz suno.....
Mere dil ka raaz suno meri jaan
Ke jaaane, ya na jaane, O jaaane, ya na jaane, ho gaye hum diwane,
jiya na jaye tumhare bina
